Skip to main content

Radha Song Lyrics Dhvani Bhanushali |


Radha Song Lyrics - Dhvani Bhanushali | 

Radha Song Lyrics, Dhvani Bhanushali ,

Song Details:----- 

Song: Radha Singer: Dhvani Bhanushali Music Composed & Produced By Abhijit Vaghani Lyrics: Kunaal Vermaa Ft: Dhvani Bhanushali

Song Lyrics:------

Raatein poori ho na
Mulakatein aadhi aadhi si
Baatein sun lo meri zara

Tujhse main yeh keh bhi doon
Shayad is dil ko behne doon
Kya tumhein bhi aisa lagta hai
Ki mera tumhara ek hi kehna hai

Ho gayi main jogan saiyan
Tohse manwa laga
Jo bane tu Mohan saiyan
Main banu Radha

Chahti hoon tujhko main to
Khud se bhi zyada
Jo bane tu Mohan saiyan
Main banu Radha

Mujhko naseeb se mila hai
Aake kareeb kyun ruka hai
Tere liye thi main akeli
Faasla tu mita jaane kya

Socha tha maine
Jaise tu chahe waisi main banu
Aage tu peechhe peechhe main chalun
Kya tumhein bhi aisa lagta hai

Ki mera tumhara ek hi kehna hai
Ho gayi main jogan saiyan
Tohse manwa laga
Jo bane tu Mohan saiyan
Main banu Radha

Chahti hoon tujhko main to
Khud se bhi zyada
Jo bane tu Mohan saiyan
Main banu Radha

Jo bane tu Mohan saiyan
Main banu Radha



THANKS TO VISIT.





Comments