Aaya Ye Jhund Hai Lyrics | Jhund | Amitabh Bachchan |
Presenting song 'Aaya Ye Jhund Hai' from the movie Jhund. A T-Series, Tandav Films & Aatpat production 'Jhund' starring Amitabh Bachchan. Directed by Nagraj Popatrao Manjule, produced by Bhushan Kumar, Krishan Kumar, Savitaraj Hiremath, Raaj Hiremath, Nagraj Popatrao Manjule, Gargee Kulkarni, Meenu Aroraa and Sandeep Singh. Lyrics are written by Amitabh Bhattacharya and Music by Ajay-Atul.
About Aaya Ye Jhund Hai Song
Film - Jhund
Song - Aaya ye Jhund hai (Title)
Music: Ajay - Atul
Lyrics- Ajay - Atul
Singer - Atul Gogavale
Music composed, arranged, produced & conducted - Ajay- Atul
Song - Aaya ye Jhund hai (Title)
Music: Ajay - Atul
Lyrics- Ajay - Atul
Singer - Atul Gogavale
Music composed, arranged, produced & conducted - Ajay- Atul
Aaya Ye Jhund Hai Song Lyrics
Khane ko pine ko
Saabun se dhone ko
Bindhast aaya ye jhund hai
Masti me jina hai lena na dena hai
Fursat se aaya ye jhund hai
Logo ki fatreli, baju mein hatreli
Aaya ye shero ka jhund Hai
Katreli hai noto mein
kayko chillar chabane ka
Liiter mein hain jinda hai
To kayko quarter dikhane ka
Aise mein dar kyo laga hai curfew
Jaise ke bharat band hai
Kismat ke maaro ka
Das me se charo ka
Jalate angaro ka jhund hai
Ae, ae, ae, ae, ae,
Ae, ae, ae, ae, ae,
Ae, ae, ae, ae, ae,
Ae, ae, ae, ae, ae,
Hum ko duniya ne
Roj dekha hai
Phir bhi andekha jhund hai hai
Hum na jinda the hum na marte hai
Log kehte hai jhund hai
Kya fayda apun ke jinda laash pe rone ka
Khatam hua jo bhi kamaya ab kya khone ka
Apun ki basti gatar mein hai par
Tumhare dil mein gand hai
Gatar ki naali se public ke gaali se
Raste pe aaya ye jhund hai
Logo ki fatreli, baju mein hatreli
Aaya ye shero Ka Jhund Hai
Saabun se dhone ko
Bindhast aaya ye jhund hai
Masti me jina hai lena na dena hai
Fursat se aaya ye jhund hai
Logo ki fatreli, baju mein hatreli
Aaya ye shero ka jhund Hai
Katreli hai noto mein
kayko chillar chabane ka
Liiter mein hain jinda hai
To kayko quarter dikhane ka
Aise mein dar kyo laga hai curfew
Jaise ke bharat band hai
Kismat ke maaro ka
Das me se charo ka
Jalate angaro ka jhund hai
Ae, ae, ae, ae, ae,
Ae, ae, ae, ae, ae,
Ae, ae, ae, ae, ae,
Ae, ae, ae, ae, ae,
Hum ko duniya ne
Roj dekha hai
Phir bhi andekha jhund hai hai
Hum na jinda the hum na marte hai
Log kehte hai jhund hai
Kya fayda apun ke jinda laash pe rone ka
Khatam hua jo bhi kamaya ab kya khone ka
Apun ki basti gatar mein hai par
Tumhare dil mein gand hai
Gatar ki naali se public ke gaali se
Raste pe aaya ye jhund hai
Logo ki fatreli, baju mein hatreli
Aaya ye shero Ka Jhund Hai
THANKS TO VISIT.
Comments
Post a Comment
If you have any doubts please tell me now .