Mehbooba Lyrics | Mehbooba KGF2
Mehbooba Lyrics
Jab tak hai zameen
Jab tak hai aasmaan
Tum mere hi raho
Bus itna hi armaan
Tujhe baandh loon mera chaina
Jaise chaand rahe baadal mein
Hum jachte hain aise jaise
Saje nain kaajal mein
(Congratulations I love you )
Mehbooba main teri mehbooba
Mehbooba main teri mehbooba
Mehbooba main teri mehbooba
Mehbooba ho main teri mehbooba
Shuru ho rahi hain nayi manzilein
Nai zindagi ka safar
Sham rok de jahan chaandni odh kar
Dhoop bikhri rahe jis jagah reth par
Is jahan se pare aa kahin hum chalein
Raat leti rahe apni chadar tale
Main gudia ban jaaungi
Mere sath tu khelte rehna
Kabhi baaho main jhula jhulana
Kabhi dil se laga lena
Mehbooba main teri mehbooba
Mehbooba main teri mehbooba
Mehbooba main teri mehbooba
Mehbooba ho main teri mehbooba
About Mehbooba Song
Movie: KGF Chapter 2
Singers: Ananya Bhat
Starring: Rocking Star Yash, Srinidhi Shetty
Music Director: Ravi Basrur
Lyrics: Shabbir Ahmed
Music Label: MRT Music
Play Mehbooba Video Song
THANKS TO VISIT.
Comments
Post a Comment
If you have any doubts please tell me now .